Switch for Kaam Ki Baatein Switch for Kaam Ki Jankari

Sunday 20 March 2016

Apne Blog Ya Website Ki Post Ko FB, Twitter Aur social Media Par Automatic Kese Post Kare ? Sirf KaamKiPost Par

Hellow Dosto
Aaj ke bhag dod wale yug me hum kitne wayast ho gaye hein ki hamare pas time hi nahi hai!!
Upar se jo time bachta hai wo hum fb whatsapp me kharab kar dete hein,par hame time ka sahi se use karna chahiye jisse hamara internet ka kaam kam waqt me ho aur baki waqt hum apne pariwar ko de sake
To is ke saath me apni baat aage badhata hu ki hume isse kya fayda pahuchega?
Fb page,tweeter par autometic post kyu kare?
Isse aapka samay to bachega hi sath hi sath aap ke dimag par bhi zyada load nahi rahega ki hame kya kya karna hai?
✔To plzz aap in steps ko follow kar ke fb page par aap post kar sakte ho(facebook me hi apna tweeter aur google account bhi link kar le iski jankari aapko jald hi milegi!
✔ Step 1
Sabse pehle apne computer se fb par log in kare,uske baad ek app "RSS Graffit" ise download kar kuch minut me ye install ho jaye to ise crom me khole aur us page par jaye,jise aap apne blog ya site se jodna chahte hein.
✔ Step 2
Ab page me + ka chinh dhund kar kar use click kare,iske saath hi isme kuch option khulenge jesa image no 1 me dikh raha hai.✔ Step 3
Note par click kare aur note banaye.
✔ Step 4
Ab ap ke samne ek form ayega par aap us form ko bharne ke bajaye fir upar diye huyr notes ke icon par click kare...
✔ Step 5
Aap is screen par ye dekhenge
"you will see that you
can import a blog"
Yaha aap apne blog ki URL dale aur Start Importing par click kare.(Image #2 dekhe) Step 6
Finally aapki kuch last posts page par automatickly update ho jayengi aur fir hamesha ke liye....
(Image-3)

Kuch help chahiye to conment kare
Published from Kaam Ki Post
Dosto aapko ye article kesa laga?
Agar aap ese article apni news feed par pana chahte he to hame social media par follow karna na bhule
Like On Fb Follow On Twitter

0 comments:

Post a Comment

Popular Posts

Text Widget